Jis kaam ke liye photo chahiye, wo wala dabao
Neeche walay baray button ko dabao
π Tumhari photo kahin upload nahi hoti β saara kaam tumhare mobile mein hota hai
π Ungli se photo ghaseeto β chehra peelay gheray (circle) ke andar rakho
Sirf rang chuno β background khud badal jayega β¨
Rang tap karte hi AI background badal dega β pehli dafa 40-60 second lag saktay hain (internet chahiye). Ek dafa ban jaye to dusra rang tap karne par foran badal jayega. "Asli" se asal background wapas ajayega.
Jo chahiye wo wala button dabao
Print Sheet = 6Γ4 inch ki ek sheet par 8 photos β kisi bhi print shop se sasta print (aam tor par Rs 50β100)
Nokri / admission ke liye jahan PDF mangi jati hai
Pakistan passport ke liye photo 2Γ2 inch (51Γ51 mm) hoti hai, background white. Is tool mein "Passport" wala button wahi size ready karke deta hai.
CNIC aur aksar visa (UK, Schengen) ke liye 35Γ45 mm size chalta hai. Tool mein "CNIC / Visa" chuno.
Nahi. Saara kaam tumhare apne mobile / browser ke andar hota hai. Photo hamaray paas nahi ati. Sirf AI background wala button internet se model lata hai, photo phir bhi mobile mein hi rehti hai.
Ek 6Γ4 inch ki sheet par tumhari 8 passport photos bani hui ati hain. Koi bhi print shop isay ek hi print mein nikaal deta hai β 8 alag photos print karwanay se sasta padta hai.
Han, bilkul free hai. Website par ads ayenge, unhi se is ka kharcha niklega β user ko kuch pay nahi karna.